संदेश

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🌹ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ 🌹ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *🌹السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *🌹الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *🧮 पोस्ट 037▪️* *📝 सवाल-;* *📇 सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है* *✍️ जवाब-;* *📇 सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाला सुन्नत व जमाअत से ख़ारिज नहीं है ये फ़तवा देवबंदी मुफ़्ती रशीद अहमद गंगोही का है* *(माज़अल्लाह)* *📚 (फतावा रशीदियह जिल्द 2, सफ़ह 141)* ________________________ ________________________ *💉 अपनी औलादो में आला हज़रत की मोहब्बत डाल दो वरना बड़े होकर अपने मां बाप की कब्र पर जाना भी 😝शिर्क समझेंगे।* *🔛((((( अगली पोस्ट जल्द )))))* 🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼 *👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر* https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX

Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna 🥀*            ❖ Last Post ❖ بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ In Tamam Hadeeso ko humne step wise jama kiya hai ab dekhe in Hadees se kya natija aata hai. 01) Rasoolullah ﷺ Ne Gaib Ki Khabre Di Kay Meri Ummat Ki halakat Quraysh Kay Chand Laundo kay haatho hogi. 02) Jinka aagaz 60 Hizri Se Hoga Jahan Faisle Khwaish Aur tabyaat pe honge naa ki shariat pe unke haq gawahi doge to aag me daalenge yaani unki himayat Jahannam ki taraf le jaaygi aur unke khilaf kahoge to sar tan se alag kar diya jayega aise sarkash hukumat 60 hizri kay khatm me aajaygi.  03) Aakhir kya aisi baat rahi jo Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه Dua karte the kuch to baat hogi naa wo kabool huwi 59 Hizri me Abu Hurraira رضي الله عنه ka wisal hogaya wo ye baat thi kay wo jaalim hukmaran koi aur nahi Yazeed bin Mauviya aur uske sarkash saathi the.  04) Ye baat sab jaante hai jo Yazeed ko apna...
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna 🥀*            ❖ Post:-06 ❖ بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ *Acche Kaam Ko Jurm Samjha Jayga Shariat Ko Chodke Apni Marzi Se Faisle Honge Wo 60 Hizri Se Shuru hoga* *Hadees 05:* ويل للعرب من شر قد اقترب على رأس الستين تصير الأمانة غنيمة ، والصدقة غرامة ، والشهادة بالمعرفة ، والحكم بالهوى “Ahle Arab Kay Liye Us Se Sharr Hai Tabahi Wa Barbaadi Hai Jo Sinn 60 Hizri kay iktemam par aayaga, Jab Amanat Ko Maal E Ganimat Aur Sadqah ko Jurmaana aur Gawaahi Jaan Pahchaan Kee Bina Par Hogi Aur Faislah Khwaahish Kee Bina Par Hoga. References : (Imam Hakim Al Mustadraq Vol 04, Pg : 530, Hadees : 8589) Imam Hakim Farmate Hain ye Hadees Shaykhen Imam Bukhari Wa Muslim Ki Shart pe Sahih Hai.  (Imam Abdur Razzaq Al Mussanaf Vol :11, Pg : 373, Hadees :20777)  *Hadees 06:* Imam Na’uym bin Hammad Marwazi (Al Mutwaffa 288 Hizri) ne Apni Kitab Kitabul Fitan me Hadees e Paak n...
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna 🥀*            ❖ Post:-05 ❖ بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ *Kya Hazrat Abu Hurrairah Radiallahu Anhu Apni Marzi Se Ye Dua Karte The ?* *Hadees 04 :* تَعَوَّذُوا بِاللَّهِ مِنْ رَأْسِ السَّبْعِينَ وَإِمَارَةِ الصِّبْيَانِ Hazrat Abu Hurraira Ne Farmaya Rasoolullah Se Suna Kay 70 ki Duhayi Kay Aagaz Yaani (60 Saal guzarne Kay baad) Se Nau Umr Ladko Ki Hukumat Se Panah Talab Karo. References :  (Musnad Ahmad Vol :04 pg 313-14, Hadees 8302/8303) (Mishqat Al Masabih, Hadees 3716)  قال الهيثمي : رواه أحمد والبزار ورجال أحمد رجال الصحيح غير كامل بن العلاء وهو ثقة Imam Haythami likhte hai Imam Bazzar Aur Imam Ahmad Kay Raavi Sahih Hai  (Mazma Uz Zawaid Vol : 07, Pg : 450)  Is Hadees e Paak ki Shara Me Imam Mullah Ali Qari Hanfi Rahmatullah Alaih Likhte Hai  ي ومن حكومة الصغار الجهال كيزيد بن معاوية ، وأولاد الحكم بن مروان ، وأمثالهم وأغرب *Tarjuma...
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna 🥀*            ❖ Post:-04 ❖ بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ *Hazrat Abu Hurrairah Kis Daur Se Paanah Maangte The ?* Sixty 60 Hijri Naw Umr Logo ki Hukumat Kay Mutallik Rasoolullah Ka Farmaan  *Hadees 03 :* اللهم لا تدركني سنة ستين ولا إمارة الصبيان Hazrat Abu Hurraira Bazaar Me Chalte yeh dua maanga karte the AYE ALLAH Mujhe 60 Saal tak baaki naa rakhna Aur un nawzawano hukumat tak.    References :  (Imam Ibn Abi Shayba Al Musannaf Vol : 07, Pg : 461, Hadees : 37235) (Dalailul Nabuwah Lil Bayhaqi Vol 07, Pg : 363) (Imam Ibn Asakir Mukhtasar Tarikh E Damishq Vol : 29, Pg : 206) (Imam bn Hazar Asqalani Al Isaba Fi Tamyiz Sahaba Vol :07, Pg : 443) (Imam Ibn Saad At Tabqat Ul Kubra Vol : 04, Pg : 340/341) (Ibn Kathir Al Badaya Wa Nahaya Vol : 06, Pg : 228-229) Imam Ibn Hazar Asqalani Rahmatullah Alaih Ne Sahih Bukhari ki shara me naql kiya للهم لا ت...
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna 🥀*            ❖ Post:-03 ❖ بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ *Hazrat Abu Hurrairah رضي الله عنه Ko Huzoor ﷺ Se Do Ilm Mile* *Hadees 02:* Abu Hurrairah رضي الله عنه Farmate Hai Maine Rasoolullah ﷺ Se Do Tarah ka ilm mehfooz kiya Ek ko maine failaya Aur Dusra woh hai agar usko faila’un to meri shah E raag (throat) kaat diya jaaye. (Sahih Bukhari, Pg : 42, Kitabul Ilm, Baab Hifzul ilm, Hadees : 120) Is hadees e Paak ki shara me Imam Hafiz Ibn Hajar Asqalani Ash Shafai (Al Mutwaffa 773 Hizri) tahreer farmate hai وحمل العلماء الوعاء الذي لم يبثه على الأحاديث التي فيها تبيين أسامي أمراء السوء وأحوالهم وزمنهم ، وقد كان أبو هريرة يكني عن بعضه ولا يصرح به خوفا على نفسه منهم ، كقوله : أعوذ بالله من رأس الستين وإمارة الصبيان يشير إلى خلافة يزيد بن معاوية لأنها كانت سنة ستين من الهجرة . واستجاب الله دعاء أبي هريرة فمات قبلها بسنة *Tarjuma* : Ulema ne Farmaya hai ki wo ilm jisko...
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Abu Hurrairah Ka 60 Hijri Se Panah Maangna 🥀*            ❖ Post:-02 ❖ بسم الله الرحمن الرحيم الصلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ *Is Ummat Ki Halaqat Quraish Kay Nawjawan Laundo Kay Haatho Hogi* Hadees 01: Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه Se Rivayat Hai Ki Rasoolullah ﷺ Ne Irshad Farmaya Meri Ummat Ki Halakat Quraish Kay Chand Laundo (Nauzawano) Kay Hatho Se Hogi. Hazrat Abu Hurraira رضي الله عنه Se ye Rivayat Sun Kar Marwaan ibn Hakam Ne Kaha Allah Taala Ki Laanat Ho Un Laundou’n Par. Phir Banu Ummaya Kay Marwaan bin Hakam Se Sayyidna Abu Hurraira رضي الله عنه Ne Kaha Agar Chahoon Tu Unka Naam Bhi Bata Sakta Hoon Ki Fala’n Kay aur Fala’n Kay Bete Hai. References : (Sahih Bukhari Pg :887, Kitabul Manaqib, Baab : Alamatul Nabuwat Fi Al Islamihi, Hadees : 3605) (Sahih Bukhari Kitabul Fitan, Baab : Is Ummat Ka Quraish Kay Nawzawano Kay Haath Halaq Hona, Hadees : 7058)  (Imam Abu Dawood Taylasi Al Musnad Vol : 01, Pg : 327) (Imam I...