🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABAH AUR KAUL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SAL’LALAHO-ALAIHE WASALLAM) 🥀*



◼Part:@12

✏“Hazrat Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hai Ki 
🌹Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :

✏Behtarin Zamana Woh Hai Jis Me, 
Mein Maujood Hoo’n 
Phir Doosra 
Phir Teesra
Phir Chautha 
Pas Allah Ta’ala Un Kee Zarrah Barabar Parwaah Nahin Karega.”

📓Is Hadith Ko Imam Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai.
📚[Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 03/329, Raqam-3425,
📚Tabarani Fi Al-Mu’jam-us-Saghir, 01/220, Raqam-352,
📚Aboo Nu’aym Fi Hilyat-ul-Awliya’ Wa Tabaqat-ul-Asfiya’, 04/172,
📚Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id Wa Manba’-ul-Fawa’id, 10/19,
📚Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/28, Raqam-09.]



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)