SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABAH AUR KAUL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SAL’LALAHO-ALAIHE WASALLAM) 🥀*



◼Part:@10

✏“Binte Abi Jahl Se Riwayat Hai Ki Aik Dafa’ 
🌹Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Hamare Paas Se Guzare Aur Pine Ke Liye Aik Piyaale Me Paani Le Kar Aayi Itne Me Aik Aadami Jis NeDo-02 Sabj Rang Ke Kapde Pahne They Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Se Kuchh Puchha To Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :

✏Allah Kee Ibaadat Karo Aur Kisi Ko Us Ka Sharik Na Theraawo Aur Namaz Qaaim Karo Zakaat Do.

Raawi Kehte Hain Phir 
🌹Aap Ne Farmaya :
✏Ummat Me Se Behtarin Mere Zamaane Ke Log Hain 
Phir Woh Jo Us Ke Saath Mile Huwe Hain.”

📓Is Hadith Ko Imam Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai.
📚[Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 24/258, Raqam-258,
📚Shaybani Fi Al-Ahadu Wa’l-Mathani, 05/73, Raqam-3169,
📚Ibn Hajar ‘Asqalani Fi Al-Isabah Fi 
📚Tamyiz-is-Sahabah, 07/559, Raqam-10974,
📚Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/27, Raqam-07



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)