SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABAH AUR KAUL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SAL’LALAHO-ALAIHE WASALLAM) 🥀*



◼Part:@06

✏“Hazrat Aaishah Siddiqua RadiyAllahu Ta’ala ‘Anha Se Riwayat Hai Ki Aik Shakhs Ne Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Se Sawal Kiya Ki Koun Se Log Behtar Hain 
🌹Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :
✏Sab Se Behtar Log Is Zamaane Ke Hain Jis Me, Mein Maujood Hoo’n 
Is Ke Baa’d Doosare Zamaane Ke Aur 
Us Ke Baa’d Teesare Zamaane Ke.”
Is Hadith Ko Imam Muslim Aur Ahmad Ne Riwayat Kiya Hai.
📚[Muslim Fi As-Sahih, 04/1965, Raqam-2536,
📚Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 06/156, Raqam-25272,
📚Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 06/404, Raqam-32409,
📚Ibn Abi ‘Asim Fi As-Sunnah, 02/629, Raqam-1475,
📚Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/24, Raqam-03.]



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)