SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 SAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL*
*(RADDIALLAHOANHO (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM) 🥀*



◼Part:@04

✏“Hazrat Imran Bin Husain RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Riwayat Kartey Hain Ke……

🌹Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ney Farmaya…..

✏Meri Behtareen Ummat Merey Zamaney Ki Hey 
Phir Un Key Zamaney Key Baad Key Log,
Phir Un Key Zamaney Key Baad Key Log

✏(Hazrat Imran RadiyAllahu Ta’ala Anhu Farmatey Hain Ke Mujhey Yaad Nahin Ke Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ney Apney Zamaney Key Baad Do² Zamaanon Ka Zikr Farmaya Ya Teen³ Zamaanon Ka) Phir Tumharey Baad Aisee Qaum Aayegi Ke Woh Gawaahi Deyngey Haala’n Ke Un Sey Gawaahi Talab Nahin Ki Jaayegi Who Khayaanat Karey Gey Aur Un Par Yaqeen Nahin Kiya Jaayega,

♦Woh Nazarey Maaney Gey Mager Un Ko Poora Nahin Karey Gey Aur Un Mey Motaapa Zaahir Hoga.”
Muttafaque Alayh
➖ALLAHUAKBAR

📚Bukhari As-Shahih, 03/1335, Raqam-3450, &
05/2362, Raqam-6064, &
06/2463, Raqam-6317,
📚Muslim As-Shahih, 04/1964, Raqam-5235,
📚Tirmidhi As-Sunan, 04/500, Raqam-2302, 2303, &
05/695, Raqam-3859,
Nasa’i As-Sunan, 07/17, Raqam-3809,
📚Ibn Majah As-Sunan, 02/791, Raqam-2362,
📚Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 10/74,
Bazzar Al-Musnad, 09/18, Raqam-3521,
📚Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 04/427, Raqam-19835,
📚Tabarani Al-Mu’jam-ul-Kabir, 18/233, Raqam-581,
Tayalisi Al-Musnad, 01/113, Raqam-841,
📚Tahawi Sharh Ma’ani Al-Aathar, 04/151,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 04/05, Raqam-4546

📮TO BE CONTINUED….



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)