SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABAH AUR KAUL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SAL’LALAHO-ALAIHE WASALLAM) 🥀*



◼Part:@16

✏“Hazrat Qatadah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hai Woh Kahte Hain Ki Hazrat Abd-ul-Allah Bin Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Se Puchha Gaya Ki Kya As’hab-E-Rasool SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Muskuraate They ?

✏To Unhone Farmaya :
Ki Haa’n 
Aur Imaan Un Ke Dilo’n Me Pahaado’n Se Bhi Bada Tha.”

📓Is Hadith Ko Imam Aboo Nu’aym Ne Riwayat Kiya Hai.

✏Aur Aik Riwayat Me Hain Hazrat Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki 
🌹Rasool-ul-Allah SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :
✏Mere Sahaba Ke Baare Me Mera Lihaaz Karna Kyun Ki Woh Meri Ummat Ke Behtareen Log Hain.”

📓Is Hadith Ko Imam Quda’iy Ne Riwayat Kiya Hai.
📚[Aboo Nu’aym Fi Hilyat-ul-Awliya’ Wa Tabaqat-ul-Asfiya’, 01/311,
Quda’iy Fi 
📚Musnad-ush-Shihab, 01/418, Raqam-720,
📚Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/40, Raqam-27.]



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)