🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABAH AUR KAUL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SAL’LALAHO-ALAIHE WASALLAM) 🥀*



◼Part:@13

✏“Hazrat Jabir RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Se Riwayat Karte Hain Ki
🌹 Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :

✏Us Musalman Ko Jahannum Kee Aag Hargiz Nahin Chhuegi Jis Ne Mujhe Dekha Ya Mujhe Dekhne Waale (Ya’ni Mere Sahabi) Ko Dekha.”

📓Is Hadith Ko Imam Tirmidhi Ne Riwayat Kiya Hai Aur Ise Hasan Kaha Hai.
📚[Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/694, Raqam-3858,
📚Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/29, Raqam-10



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सहाबी ए रसूल ﷺ को काफिर कहने वाले मौलवी का नाम क्या है*

SHAHABA-E-RASOOL KA MARTABA AUR KOL-E-RASOOL (RADDIALLAHOANHO) (SALLALAHO-ALEHE WASALLAM)